Thursday, July 1, 2010

Humein itna pyaar

Album: Boondh
Artist: Jal - the Band
Song: Humein itna pyaar
Humein itna pyaar na karo ke hum marjaayein
Humein itna tanha na karo ke jee na paaye
Koi dil ka karaar jaane na
Koi mann ki yeh baath bathaaye na
Koi aankhon hi aankhon mein kehne yeh baath
Chal chale uss baar ja koi na ho
Sab khushiyan ho paas sitam na ho
Aur sitaron se karte rahe hum baath
Kya yehi katha pyaar maine kiya
Ab yoon na sathaao mere piya
Tu hi mera dildaar tu dil ka karaar
Nahin iss baath se mujhe koi inkaar
Kabhi kabhi tum raath aate ho to dil bhar haaye
Yeh kaisa hai khumaar jo kam na ho aur badtha jaaye
Dekha hai har mausam teri aankhon mein
Beetha hai har lamha teri saanson mein
Yeh hai saansein toh teri amaanat hai
Kuch hai jab hai yeh haal mere seene mein hai
Haan par sur hai aur taal mere jeevan mein hai
Bas issi jeevan se hai mujhe thoda pyaar
Teri aahat hai sarsaraahat hai
Kuch aur nahi yeh chaahat hai
Nainon se nainon woh tak ke phir
Tumhe aankhein churaane ki aadat hai
Humein itna pyaar na karo ke hum marjaaye
Humein itna tanha na karo ke jee na paaye
Humein itna pyaar na karo ke hum marjaaye


No comments:

Post a Comment