Hai dil ko teri aarzoo
Par mein tujhe na paa sakoon
Hai dil ko teri justuju
Par mein tujhe na paa sakoon
Mein hoon shab tu subha
Donon jud ke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon jud ke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re...
Hai dil ko teri aarzoo
Par mein tujhe na paa sakoon
Hai dil ko teri justuju
Par mein tujhe na paa sakoon
Mein hoon shab tu subah
Donon jud ke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon jud ke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re...
Kahin khwab dil tujko lekar sajaaye
Par khaf yeh bhi kahin par sathaaye
Dar yeh bhi toote toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hai khushiyaan kahaan re
Kyun dil ko dukhana bewaja madno re
Kyun dil ko dukhana bewaja
Phir aansoon bahana ik dafa
Phir aansoon bahana ik dafa
Mein hoon shab tu subah
donon jud ke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon jud ke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re...
Tu hi toh har pal bandha hai
Lamhon ke in zanjiron mein
Tu hi toh har dham raha hai
Khwabon ki har taabiron mein
Tu hi toh har din dikha hai
Doondli ya ujli tasviron mein
Teri hi toh hai khushbu mujhme haan madno re
Teri hi toh hai khushbu mujhme me haan
Ab tu hi toh har soon har jaga
Ab tu hi toh har soon har jaga
Bakshas sab se subah meelat tashvai juda
Bakshas lab se dhuan meelat tashvai juda
Madno... maashko... dilbaro... madno re...
Haan tera saaya toh mein hoon
Par sang tere na reh sakoon
Haan is safar mein toh mein hoon
Par sang tere na ruk sakoon
Mein hoon shab tu subah
Donon judke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon judke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re
Maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve...
Maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve...
No comments:
Post a Comment