Thursday, July 1, 2010

Tu meri Dost Hain

Aaja mein hawaon pe bitake le chaloon
Tu hi toh tu hi toh meri dost hain
Aaja mein khalaon pe utake le chaloon
Tu ho toh meri dost hain
Aawaz ka dariyaan hoon behta hoon mein neeli raaton mein
Mein jaagta rehta hoon neend bari jeel si aankhon mein
Aawaaz hoon mein...
Aaja mein hawaon pe bitake le chaloon
Tu hi toh tu hi toh meri dost hain
Aaja mein khalaon pe utake le chaloon
Tu ho toh meri dost hain

Raat mein chandni kabhi aise gungunathi hai
Sun zara lagta hai tumse awaaz milathi hai
Mein khayalon ki mehkoon gungunathe hai saaz par
Ho sake tu mila le aawaaz ko le saans par
Aaja mein hawaon pe bitake le chaloon
Tu hi toh tu hi toh meri dost hain
Aaja mein khalaon pe utake le chaloon
Tu ho toh meri dost hain
Aawaz ka dariyaan hoon behta hoon mein neeli raaton mein
Mein jaagta rehta hoon neend bari jeel si aankhon mein
Aawaaz hoon mein...

Kabhi dil ka hai saahil jahaan shaam utarte hai
Kehte hai samundar se ik pari guzarte hai
Woh raat ki rani hai sargam par chalte hai
Aaja mein hawaon pe bitake le chaloon
Tu hi toh tu hi toh mera dost hain
Aaja mein khalaon pe utake le chaloon
Tu hi toh mera dost hain
Aawaz ka dariyaan hoon behti hoon mein neeli raaton mein
Mein jaagti rehti hoon neend bari jeel si aankhon mein
Aawaaz hoon mein...
Aawaaz hoon mein...

Madno

Madno.. doondloon...

Hai dil ko teri aarzoo
Par mein tujhe na paa sakoon
Hai dil ko teri justuju
Par mein tujhe na paa sakoon
Mein hoon shab tu subha
Donon jud ke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon jud ke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re...
Hai dil ko teri aarzoo
Par mein tujhe na paa sakoon
Hai dil ko teri justuju
Par mein tujhe na paa sakoon
Mein hoon shab tu subah
Donon jud ke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon jud ke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re...

Kahin khwab dil tujko lekar sajaaye
Par khaf yeh bhi kahin par sathaaye
Dar yeh bhi toote toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hai khushiyaan kahaan re
Kyun dil ko dukhana bewaja madno re
Kyun dil ko dukhana bewaja
Phir aansoon bahana ik dafa
Phir aansoon bahana ik dafa
Mein hoon shab tu subah
donon jud ke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon jud ke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re...

Tu hi toh har pal bandha hai
Lamhon ke in zanjiron mein
Tu hi toh har dham raha hai
Khwabon ki har taabiron mein
Tu hi toh har din dikha hai
Doondli ya ujli tasviron mein
Teri hi toh hai khushbu mujhme haan madno re
Teri hi toh hai khushbu mujhme me haan
Ab tu hi toh har soon har jaga
Ab tu hi toh har soon har jaga
Bakshas sab se subah meelat tashvai juda
Bakshas lab se dhuan meelat tashvai juda
Madno... maashko... dilbaro... madno re...

Haan tera saaya toh mein hoon
Par sang tere na reh sakoon
Haan is safar mein toh mein hoon
Par sang tere na ruk sakoon
Mein hoon shab tu subah
Donon judke juda
Mein hoon lab tu dhuan
Donon judke juda
Madno... maashako... dilbaro... madno re
Maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve...
Maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve... maahiya ve...

Tum jo aaye (Once upon a time in Mumbai)

Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe hoton pe sajaaya tumhe nagme sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe sapna banaya tumhe neendon mein bulaya tumhe
Tum jo aaye zindagi mein baath bangayi
Ishq mazhab ishq meri zaat bangayi

Sapne teri chaahaton ke sapne teri chaahaton ke
Dekhte ho ab gaye
Din hai sona aur chandi raat bangayi

Chaahaton ka maaza faaslon mein nahin
Aa chupaaloon tumhe hoslon mein kahin
Sabse upar likha hai tere naam ko
Khwahishon se jude silsilon mein kahin
Khwahishen milne ki tumse khwahishen milne ki tumse
Roz hoti hai nahin
Mere dil ki jeet meri maat bangayi
Tum jo aaye zindagi mein baath bangayi
P M G M P G G G M G M G G S
P M G M P G G
P M G M P G G G M G M G G S
P M G M P G G
G P D N S D P D P M P M G G R
G M P N D P M P M G R S N S R
Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe hoton pe sajaaya tumhe nagme sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe sapna banaya tumhe neendon mein bulaya tumhe
Zindagi bewafa hai yeh maana magar
Chod kar rahon mein jaoge tum agar
Cheen launga mein aasmaan se tumhe
Soona hoga na yeh do dilon ka nagar
Raunke hai dil ke dar pe raunke hai dil ke dar pe
Dhadkane hai surmayi
Meri kismat bhi tumhaari saath bangayi
Tum jo aaye zindagi mein baath bangayi
Ishq mazhab ishq meri zaat bangayi
Sapne teri chaahaton ke sapne teri chaahaton ke
Dekhte ho ab gaye
Din hai sona aur chandi raat bangayi
Tum jo aaye zindagi mein baath bangayi
Paaya maine paaya tumhe rab ne milaya tumhe hoton pe sajaaya tumhe nagme sagaya tumhe
Paaya maine paaya tumhe sab se chupaya tumhe sapna banaya tumhe neendon mein bulaya tumhe

Sajni

Mein teri aankhon mein rehta hoon
Tujhe batha na chale
Tere hal pal mein guzra hoon
Tujhe batha na chale
Kare toh phir kya kare
Tere bin kaise jiye
Aankhon mein pyaar liye
Bolo kahaan kahaan phir hai
Khafa toh hum bhi hai tum bhi ho
Humein batha na chale
Judai ka mujhe gham hai
Koi aisi khatha na kare
Kare toh phir kya kare
Tere bin kaise jiye
Aankhon mein pyaar liye
Bolo kahaan kahaan phir hai
Sajni paas bulaao na
Ke dil aaj toota hai aaj toota hai
Saajan maan jao na
Ke woh aaj loota hai aaj loota hai
Koi usse manaaye na jaane ja...
Dil tujhe hi chaahe na
Humein dil se bulaao na
Yehi ab kehna ab kehna hai
Tum paas aao na
Sajni paas bulaao na
Saajan maan jaao na
Sajni paas bulaao na
Sajni paas bulaao na
Ke dil aaj toota hai aaj toota hai
Saajan maan jaao na..

Humein itna pyaar

Album: Boondh
Artist: Jal - the Band
Song: Humein itna pyaar
Humein itna pyaar na karo ke hum marjaayein
Humein itna tanha na karo ke jee na paaye
Koi dil ka karaar jaane na
Koi mann ki yeh baath bathaaye na
Koi aankhon hi aankhon mein kehne yeh baath
Chal chale uss baar ja koi na ho
Sab khushiyan ho paas sitam na ho
Aur sitaron se karte rahe hum baath
Kya yehi katha pyaar maine kiya
Ab yoon na sathaao mere piya
Tu hi mera dildaar tu dil ka karaar
Nahin iss baath se mujhe koi inkaar
Kabhi kabhi tum raath aate ho to dil bhar haaye
Yeh kaisa hai khumaar jo kam na ho aur badtha jaaye
Dekha hai har mausam teri aankhon mein
Beetha hai har lamha teri saanson mein
Yeh hai saansein toh teri amaanat hai
Kuch hai jab hai yeh haal mere seene mein hai
Haan par sur hai aur taal mere jeevan mein hai
Bas issi jeevan se hai mujhe thoda pyaar
Teri aahat hai sarsaraahat hai
Kuch aur nahi yeh chaahat hai
Nainon se nainon woh tak ke phir
Tumhe aankhein churaane ki aadat hai
Humein itna pyaar na karo ke hum marjaaye
Humein itna tanha na karo ke jee na paaye
Humein itna pyaar na karo ke hum marjaaye