Monday, February 16, 2009

Sufi

Sufi
Teri yaadein mujhe tadpaathi hai, tarsaathi hai
Mere dil ko, sanam, dadkaathi hai, behkaathi hai
Tu kabhi kisi aur ki hona nahin
Jaadu tere ishq ne aisa kiya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya

Tu meri chaahatein, meri raahatein, meri aashiqui
Tu meri aarzoo, meri justuju, meri bekhudi
Tu mere dadkanein, meri zindagi
Meri palken pighona nahin
Tu kabhi kisi aur ki hona nahin
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya

Apni tanhaayian, yeh viraaniyan, chalo bantle
Apni aawargi, deewangi, chalo bantle
Bin tere na lage kahin afziyaan
Rair ke khwabon ko pirona nahin
Tu kabhi kisi aur ki hona nahin
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya

Teri yaadein mujhe tadpaathi hai, tarsaathi hai
Mere dil ko, sanam, dadkaathi hai, behkaathi hai
Tu kabhi kisi aur ka hona nahin
Jaadu tere ishq ne aisa kiya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya
Sufi tere pyaar mein ban hi gaya


No comments:

Post a Comment